Monday 23 April 2012

DARD..

dard ke dariye me ab bhi bah raha hoon,
jo sitam tu kar gaya anjane mein, woh sah raha hoon,
gal chuki ho mitti ,bikhar gayi ho it jiski,
us makansa mein deh raha hoon,
tu kya samjhega bafa ko ae mere yar,
kal kaha tha aj fir kah raha hoon,
yun kiya hai khamosh tere gam ne mujhe,
apne hi ghar meinajnavi sa rah raha hu,
par mein to ashiq hoon tera ,tu khush rahna,
tere sare dard mein sah raha hoon,
rona mt tu meri kbr pe,
mein yogesh tujhe kah raha hoo

No comments:

Post a Comment